Sunday 11 August 2013

Maata pita

ramesh aaj kaphi khushmijaj mai tha apni patni se bola - 
sweetheart bas do din ki baat or hai ,
phir wradhadhaasram mai kamra khali ho jaiga or maa bapu chale jayenge,
phir tumhari tention khatm......
bagal mai ramesh ki maa ye sun rahi thi or boli - agar tujh jaisi olad ko bachapan mai "anathasaram" mai bhej diya hota to aaj hame "wradhadhaasram" na jana padta


No comments:

Post a Comment